آخرکار

عقلمند آدمی جب کوئی خاص فیصلہ کرتا ہے تو بہت سوچتا ہے دِل دماغ کی سنتا ہے حالات کو پرکھتا ہے .
دلیل کو زیر گھور لاتا ہے مثبت اور منفی پہلو کا جائزہ لیتا ہے اپنے والدین اور بہن بھائیوں سے رائے لیتا ہے اور آخر میں کرتا وہی ہے جو اس کی بِیوِی کہتی ہے .

Aqalmand aadmi jab koi khaas faisla karta hai to buhat sochta hai dil-o-dimagh ki sunta hai halaat ko parakhta hai.
Daleel ko zair-e-ghor lata hai masbat aur manfi pehlo ka jaiza leta hai apne walidain aur behn bhaiyon se raaye leta hai aur aakhir mai karta wohi hai jo us ki BIWI kehti hai.

Posted on Dec 06, 2013