پاکستان

پاکستان کو تمہاری قبروں اور تابوتوں کی ضرورت نہیں- پاکستان کو تمہاری جوانی اور وہ گرم خون چاہیے جو تمہاری رگوں میں خواب اور آئیڈلزم بن کر دوڑتا ہے- اگر پاکستان کو اپنی جوانی نہیں دے سکتے تو اپنا بڑھاپا بھی مت دو - جس ملک میں تم جینا نہیں چاہتے وہاں مرنا کیوں چاہتے ہو؟ باہر کی مٹی کی ٹھنڈک مرنے کے بعد برداشت نہیں ہو گی تب اپنی مٹی کی گرمی چاہیے- نہیں شاہد جمال آپ وہیں رہیں جہاں آپ رہ رہیں ہیں - ہر شخص کے مقدّر میں با وطن ہونا نہیں لکھا ہوتا
از عمیرہ احمد

Pakistan ko tumhari qabron aur tabooton ki zaroorat nhin- Pakistan ko tumhari jawani aur woh garam khoon chahiye jo tumhari ragon mein khawab aur idealism ban kar dorta hai - agar Pakistan ko apni jawani nahi day saktay to apna burhapa bhi mat doo - jis malik mein tum jeena nahi chahtay wahan marna kiyon chahtay ho? bahar ki matti ki thandak marnay ke baad bardasht nahi ho gi tab apni matti ki garmi chahiye - nahi Shahid jamal aap wahein rahen jahan aap reh rahen hain - har shakhs ke muqadar mein ba watan hona nahi likha hota
az Ameera Ahmed

Posted on Aug 15, 2013