متوازن جسم کے لیے ورزشیں

ورزش نمبر 1:
اس ورزش کے ذریعے آپ گردن اور پشت کے کھنچائو کو کم کرسکیں گی اور آپ کے کولہو، کمر اور جسم کے درمیانی حصے کو متوازن اور مضبوط بنادے گی۔ ورزش کا طریقہ کار یہ ہے کہ دونوں پائوں میں قدرے فاصلہ رکھ کر کھڑے ہوجائیے اور آپ کے دونوں ہاتھ گردن کی پشت پر ہوں۔ اوپر کی پوزیشن کو برقرار رکھتے ہوئے آپ اپنی کمر کو بائیں طرف جھکا سکتے ہیں اور اس طرح سے دائیں طرف جھیکے جتنا کہ ممکن حد تک جھک سکتے ہیں۔ اس کے بعد اسی طرح سے پھچلی طرف کو جھکیے تین سے لے کر پانچ مرتبہ ایسا کریں۔ یہ ورزش مسلسل ایک ماہ کرنے سے آپ کا جسم بے حد متوازن اور پرکشش ہوجائے گا۔

warzish number 1 :
is warzish ke zariye aap gardan aur pusht ke khichao ko kam kar saken gi aur aap ke kolho, kamar aur jisam ke darmiyani hissay ko mutawazan aur mazboot banade gi. warzish ka tareeqa kaar yeh hai kay dono paon mein qadray faasalaa rakh kar kharay ho jaiye aur aap ke dono hath gardan ki pusht par hon. oopar ki position ko barqarar rakhtay huay aap apni kamar ko baen taraf jhuka saktay hain aur is tarah say dayen taraf jheekay jitna kay mumkin had taq jhuk saktay hain. is ke baad isi tarah say phachli taraf ko jhukiye teen say lay kar paanch martaba aisa karein. yeh warzish musalsal aik mah karnay say aap ka jisam bay had mutawazan aur purkashish hojaye ga.

گھریلو وزشیں
Posted on Dec 21, 2012