شہروں کی معلومات 
7 ستمبر 2012
وقت اشاعت: 18:5

Trablus

Trablus libya ka dar-al-hakoomat hai. yeh Mediterranean samandar par mulk kay shumali maghribi hissa mein waqe hai. yeh shehar bohat bara hai, bunyadi bandargaah aur libya ka leading commercial aur manufacturing center hai.
yahan ki ahem pedawar mein khoraak, textile, kapra, tamirati material aur tmbakonoshi hain. Trablus ka international airport is kay qareeb he waqe hai.
Trablus Al - fatah یونیورسٹ, fun aur dastkaari kay Colleges, aliktronks technology aur national tareekh dastawizaat ki aik bari tadaad jo k Trablus say mutaliq dosray lafzon mein in idaron ko tareekh hawala jaat ka naam diya ja sakta hai. ilawa azeen government library bhi mojood hai.
jab 1951 mein libya ko khudmukhtaari di gayi tab Trablus aur ban ghazi mulk kay dar-al-hakoomat ban gay. Trablus ibtidayi 1970‎ ki dahai mein wahid dar-al-hakoomat banaya gaya.
1963 say ghair mulki petroleum ki farokht kay revenue ( aamdani ) bari tadaad mein shehar ki taraqqi kay liye waqf kiye gay.
yeh ilaqa siwaye shumal mashriqi kay banjar aur rateela hai. jahan par پہاڑہیں wahan androoni satah par samandar say buland hai.
yahan kay bashinday zyada tar arabi hain. libya ki zyada tar zarayi zameen Trablus mein hai aur yahan ki bunyadi ahem pedawar namak, jo aur garam mulkon ki tabdeel shudah faslein hain.
barray pemanay par churaie jati hain. jadeed tail rifaynriz is kay qurb o jawar mein hain. sabun ki fiktryaN, chamray ki cheezen tayyar karnay ka karkhana aur chamrha tayyar karnay ki fiktryaN bhi mojood hain.
tareekh tour par Trablus ka ilaqa saath sadi qabal maseeh Phoenicians ne nai bastiyan bana kar abad kya. 1530 say lay kar 1912 taq Trablus ne Ottonman Empire ka hissa tashkeel diya. agarchay k 1835 say pehlay Sultan kay ikhtiyarat na ahal thay. is prayed kay doran Trablus ka Piratical mazboot tareen Hold ( inkhtiyaar ) tha.
1934 mein Trablus columbia ki atalwi colony banadiya gaya. jisay 1939 mein italy ki saltanat mein shaamil kya gaya. doosri jung azeem mein italy aur german ki taqaton say kharij kartay huay Trablus ko Bartanwi intizamia kay matehat kardiya gaya. bil akhir 1951 mein yeh libya ka hissa ban gaya.
Trablus mein kayi aik behtar aab paashi kay ilaqay ahem zarayi wasail muhayya kartay hain. mazeed bar-aan janoobi, choonay kay pani ki chatanein aur pahar taqreeban 800 meter taq buland hain aur yeh Mediterranean jharion kay liye kaafi hoti hain, زیتوں, injeer, aur jُo, khushk farming tareeqon say اُگائی jati hain. junoob mein pahar سُرخ rait Sand Stone kay sehraa ki taraf satah مرتفح Al - hamra ki taraf jhuki hai. yahan sahrayi khanah badosh shumali hissa mein live stak is maidan kay mashriqi saraye Jabaal mein Sawda mein mil jata hai.
behar haal Trablus ne apni tareekhi hawalon aur apni pidwari salahiyaton kay sath apni shandaar riwayaat ki badolat sadiiyon say tareekh danon ki tawajah ka markaz raha hai.

یہ متن اردو یونی کوڈ میں پڑھیںYe Matan/Text Urdu Unicode Mein Parhein

اس زمرہ سے آگے اور پہلے

اس سے آگےاس سے پہلے
صوفیہلندن
متن لکھیں اور تلاش کریں
  • مقبول ترین
© sweb 2012 - All rights reserved.