تازہ ترین سرخیاں
 سائنس وٹیکنالوجی 
10 جون 2011
وقت اشاعت: 18:52

Kachray daan mein bhi camera laga diya gaya

Log aksar ahem cheezen ko rday daan mein phaink kar phir unhain dhundhte phirtay hain. iss maslay kay hal kay liye ab kachray daan mein bhi camera laga diya gaya hai. BinCam Nami dust ban mein laga camera iss mein pehnki janay wali har cheez ki tasweer mehfooz kar kay aik makhsoos programme kay tehat unhain Facebook account par bhi up loved karday ga. iss kachray daan ka maqsad logon ko yeh ehsas dilana hai ke aksar auqaat woh zaroori aur kaar amad ashya khasosan khana piinaa bhi baikaar samajh kar kachray mein phaink detay hain jis ka ehsas unhain baad mein ho taa hai. Facebook par yeh tasaveer daikh kar unhain ehsas ho sakta hai ke jis cheez ko woh beka ray samajh kar phaink rahay hain woh in kay kaam bhi askati hai.

یہ متن اردو یونی کوڈ میں پڑھیںYe Matan/Text Urdu Unicode Mein Parhein

اس زمرہ سے آگے اور پہلے

اس سے آگےاس سے پہلے
سائنس فکشن اور تعلیم امریکہ ڈرون آبدوز بنانے کی تیاریوں میں
متن لکھیں اور تلاش کریں
© sweb 2012 - All rights reserved.