تازہ ترین سرخیاں
 دلچسپ خبریں 
2 جون 2011
وقت اشاعت: 7:24

Bhooray hiran ka gora bacha. chain mein nayaab tareen safaid hiran ki pedaish

Bhagtay dortay chokriyan bhartay hiran har aankh ko baathay hain aur agar safaid hiran ho tou kya kehnay. qudrat ka karishma kahay ya ittafaq bhooray maan baap k haan goray bachay ki pedaish ho gayi chain k soobay shendwing k form house mein safaid hiran ne janam liya hai. safaid hiran ko snow deer bhi kaha jata hai jo hiran ki nihayat nayaab nasal samjhi jati hai.

یہ متن اردو یونی کوڈ میں پڑھیںYe Matan/Text Urdu Unicode Mein Parhein
متن لکھیں اور تلاش کریں
© sweb 2012 - All rights reserved.