تازہ ترین سرخیاں
 دلچسپ خبریں 
21 جون 2011
وقت اشاعت: 6:40

Khwaja sira ki ranga rang saalgirah ki taqreeb

Abbotabad : Abbotabad kay muqami hotel mein khwaja sira ki saalgirah kay mauqa par ranga rang taqreeb ka ineqad kya gaya. taqreeb mein mulk bhar say khwaja siraon aur aam afraad ki bari tadaad ne shar کت ki.



Abbotabad mein khwaja sira hashim ki saalgirah ki taqreeb kay mauqa par mulk bhar say aaye huay uskay sathiyon ki mojoodgi ne taqreeb ko chaar chaand laga diye aur ranga rang musical programme paish kar kay hazreen say daad wusool ki.



is mauqa par doston ne phool نچاور karkay hashim ko saalgirah ki mubarakbaad di. taqreeb mein shareek deegar afraad ne saalgirah mein khushi manayi aur mubarakbaad kay naaray lagaye.

یہ متن اردو یونی کوڈ میں پڑھیںYe Matan/Text Urdu Unicode Mein Parhein
متن لکھیں اور تلاش کریں
© sweb 2012 - All rights reserved.