تازہ ترین سرخیاں
 شوبز 
1 جولائی 2011
وقت اشاعت: 19:32

Salman kay ghar walay meri bhi family hain, Katrina Kaif ka iqraar

اے آر وائی -

Nah nah kartay aakhir-kaar iqraar kar hi liya. bollywood barbie doll Katrina Kaif ne aakhir-kaar maan he liya k Salman Khan kay ghar walay in kay bhi ghar walay hain.

barbie doll say black beauty queen ka khitaab haasil karnay wali Katrina gayeen tou Haryana mein aik dance muqablay man judge kay faraiz anjaam dainay kay liye lekin baat baat mein zikar nikal aaya pale boy Salman Khan ka.

Katrina ne aakhir-kaar yeh keh he diya k woh aur Salman alag alag nahi aur in kay baray mein kise ko ghalat fehmi rakhnay ki zaroorat nahi k in mein kise qisam ki narazgi hai. Katrina Kaif aik dance muqablay ki judge kay tour par shareek hui theen.

یہ متن اردو یونی کوڈ میں پڑھیںYe Matan/Text Urdu Unicode Mein Parhein
متن لکھیں اور تلاش کریں
© sweb 2012 - All rights reserved.